kabhi sochti hu mein kya hai zindagi,
Kisi ki khushiyo ka gharonda hai zindagi,
Ya kisi ke gamo ka karwa hai zindagi,
Ya zindagi bhi ek pani sa roop hai,
Jise roop mein jiye hum waisi hai zindagi,
Kabhi sochti hu mein kya hai zindagi,
Do log jo alag hai na mile hai kabhi,
fir sath fero mein hai takat ye kaun si
Ki hum kadam banaye,khushiyo ko jode de
Jo kal talak paraye tha,hai aaj sab wahi,
Kabhi sochti hu mein ki kya hai zindagi.
Kisi ko khone ka name hai zindagi,
Ya kisi ko pane ka ehesas hai zindagi,
Bas itna hi samajhe aya hai ab mujhe,
Waqut ke phaiyo per chalti
Ehesas ki gadi hai zindagi,
Jo dil mein hai hamare
wo waqut ke rhate juba par aye jaye
To armano ka kafila hai zindagi,
Jo dil mein rha gaya aur waqut nikal gaya
To dard bhare kafan ka karwa hai zindagi,
Kabhi sochti hu mein ki kya hai zindagi,bas ye samajh mein aya waqut aur halat ka saya hai zindagi

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें